Geet & Ghazals :- By Mazhar Ali 'Kasmi'
Monday, April 13, 2015
subh nau aaj muskuree hai
›
subh nau aaj muskuree hai zindgi mein bahar aae hai rahe ulfat mein rakh diya hai qadam aashqi daun par lagae hai khak ho jaoon phir ...
3 comments:
Saturday, April 11, 2015
husn ki mein vo hasin tasvir hoon
›
husn ki mein vo hasin tasvir hoon titliyon ke jism par tehrir hoon mere chehre se ayan har baat hai dekhiye mein waqt ki tasvir hoon ...
4 comments:
Thursday, April 9, 2015
es tarah bekal hai dil tujhse bichad jane ke baad
›
es tarah bekal hai dil tujhse bichad jane ke baad jis tarah tadpe hai machli ret par aane ke baad dil ko behlaya hai de de kar tasalli h...
3 comments:
Wednesday, April 8, 2015
hazaron rang ke phoolon ka ek guldan lagta hai
›
hazaron rang ke phoolon ka ek guldan lagta hai jahan mein sabse pyara apna hindustan lagta hai kisi ka dil dukha dena bahut aasan lagta ...
3 comments:
jhoot ko sach bataeye sahab
›
jhoot ko sach bataeye sahab apna sikka jamaeye sahab hain to hamam mein sabhi nange phir bhi izzat bacheye sahab aaj makkari koi aib ...
3 comments:
Tuesday, March 31, 2015
jis hasin surat ko hum ek chand ka tukda kahein
›
jis hasin surat ko hum ek chand ka tukda kahein ye jahan wale usi ka humko dewana kahein tu hi mehromah mein phoolon mein tu zarron mein...
2 comments:
Sunday, March 29, 2015
kuch to keh teri badli hue fitrat kyon hai
›
kuch to keh teri badli hue fitrat kyon hai kya hua tujh ko teri aisi fazihat kyon hai itna behshi tu nahin tha kabhi isse pehle ho ke in...
3 comments:
›
Home
View web version