Wednesday, October 8, 2008

bahut uncha nahin hai aasman

bahut uncha nahin hai aasman
karo koshish to bandhoge saman

ye duniya kuch nahin aage tumhare
jhukaoge to jhukega ye jahan

zarurat ab nahin shamsheer ki
uthalo qalam ban jao nigeban

kashtiyan dal kar majhdhar main "mazhar"
bachalo aabrue kehkashan

mazhar ali "kasmi"

No comments: