Sunday, September 28, 2008

baat pehli si tahakoon main kahan

baat pehli si tahakoon main kahan
koi hamdardi lifafoon main kahan

ab to rakhte mail man mein yaar bhi
lutf pehle sa mazakoon main kahan

dur tak hai dhund gehri kalima
roshni ab vo chiragoon main kahan

"milan" apni baat hi kuch aur hai
mazedari ab jawaboon main kahan

Dr. rajendra milan

No comments: